Top 12 Bano Qudsia Quotes in Urdu

Saurav Singh

Bano Qudsia (November 28, 1928 โ€“ February 4, 2017), affectionately known as Bano Aapa, was a distinguished Pakistani novelist, playwright, and spiritualist. Her life and career are an enriching tale of literary prowess and cultural contribution. In this article we will see Top 12 Bano Qudsia Quotes in Urdu.

Bano Qudsia, born as Qudsia Chattha onย November 28, 1928, in Ferozepur, witnessed the tumultuous years of British India. The partition in 1947 left an indelible mark on her, shaping her understanding of human relationships and societal complexities. She embarked on her educational journey, acquiring a masterโ€™s degree in Urdu literature from Government College Lahore, where her intellectual acumen blossomed.

โ€œHamesha chaar divari main rehne wale larkiyon kay ishq se daro unhon nay dunya nahin dekhi hoti woh jise chahte hain wahin inke dunya hoti hai.โ€
โ€œMohabbat karay aur nikkah na karay aur majboori ka bahana bana kar sath chor dey mard ho ya aurat yaqeen janiye woh insan dunya main sab se ghatiya insan hai.โ€
โ€œDunya main sabse aamir insan woh hai jisse sachi mohabbat naseeb huiye ho.โ€
โ€œYeh mard ka almiya hai kay wo hamesha aurat se mohabbat karna chahta hai lekin pur kashish iske liye sirf husan hota hai jo hamesha nahin rehta.โ€
โ€œAshfaq ahmad mere chadar bhi thay aur mere chaar diwari bhi.โ€
โ€œInsan jab takk chahye jaanay ki arzoo rakhta hai wo kabhi bhi azaad nahin ho sakta.โ€
โ€œBacha bimar ho tu maa ko dua manganay ka saleeqa khudh bah khudh hi ajata hai.โ€
โ€œAllah apko zindagi basar karne ka tarqia saleeqa aur qarina ata farmaiye.โ€
โ€œUmeed sirf itni roshni rakhti hai kay rah dekhaiye deti rahay, tuwaqo aisa elao salgati hai kay aankhein chandh haya jati hain.โ€
โ€œKoi apsy mohabbat lenay aye tu isko mohabbat denaโ€ฆmohabbat sekhane na lag jana. Mohabbat denay main mohabbat haiโ€ฆmohabbat sekhany main nahin.โ€
โ€œJab ap tajarbat se barh chukay hote hain tu is qadar budhay bhi ho chuke hote hain kay koi bhi apke tajarbat ko mulazmat nahin deta.โ€
โ€œAagay jane wale peechay rahay huway logon ko kabhi yaad nahin karte.โ€